Allah Ke Nek Bande Bade Wafat Bhi Madad Karsakate Hai (Roman Urdu)

*بسم اللّٰه الرّحمٰن الرّحيم*
ــــــــــــــــــــــــــــــــــــــــــــ


Mufti Ahmad Yaar Khan Naeemi رحمة اللّٰه تعالى عليه Ne Munkireene Istighasa Ko Bohut Zabardast Jawab Diya, *Mishkat Ki Babul Meraaj Ki Pehli Hadees Shareef Jisme Hazrate Moosa عليه السلام Ne 50 Namazon Ko 5 Karwaya, Hazrate Moosa عليه السلام Ne Ye Namaze Kam Kyu Karwayi ? Halanke Rabb تعالیٰ Ki Rahmat Har Shai Se Badi Hai, Huzoor ﷺ Raoof O Raheem Hai, Rabb تعالیٰ Hi Namaze 5 Kardeta Ya Huzoor ﷺ Hi Kam Karwadete, Magar Ye Kaaam Hazrate Moosa عليه السلام Ke Zaree'eh Huwa, Kyu ?* Is Amr Ki Hikmate Bayaan Karte Huwe Mufti Sahab Ne Farmaaya :

*Rabb Chaahta Tha Ke Dikhaaya Jaave Ke Allah Ke Maqbool Bande Bade Wafaat Bhi Madad Karsakte Hai, Dekho Moosa عليه السلام Ne Apni Wafaat Se 3000 Saal Baad Musalmaanon Ki Madad Ye Ki Ke 50 Namazon Ki 5 Karaadi.*

( مرآۃ المناجیح شرح مشکوۃ المصابیح، باب فی المعراج، تحت الحدیث : ١ ( ٥٨٦٢ ) )

Comments

Popular posts from this blog

Kya Bukhari Shareef Me Saari Ahadees Sahi Hai ? Sihah Sitta Ka Kay Matlab Hai ? (Roman Urdu)

Tauba Ke Sharait, Tauba Ke Rukh, Haqqul Abd Ke Talaf Hone Par Tauba, Gunah Par Qaaim Rehkar Taubah Ka Hukm, Poshida Gunaah Ki Taubah, Elaaniyah Gunaah Ki Taubah, Jo Kisi Ko Hidayat Ki Taraf Bulaye Uska Sawaab, Tableegh Ka Sawaab, Neki Ki Dawat Ki Fazilat, Burayi Ki Dawat Ki Mazammat

Ala Hazrat, Urse Ala Hazrat, Shaane Imam Ahmad Raza, Tazkira We Imaam Ahmad Raza, Ala Hazrat Ka Zikre Khair