Bad Mazhab Ka Salaam, Bidati Ka Salaam (Roman Urdu)

*Hazrate Naafi' Farmaate Hai Ke Ek Shakhs Hazrate Ibne Umar رضی ﷲ تعالٰی عنہما Ke Paas Aaya Aur Bola Ke Fulah Aap Ko Salam Kehta Hai, Hazrate Ibne Umar Ne Farmaaya ; Mai Ne Suna Hai Woh Bidati Hogaya, Agar Waqaee Woh Bidati Hogaya To Use Mera Salaam Na Kehna, Maine Huzoor ﷺ Ko Farmaate Suna Ke Meri Ummat Me Ya Isi Ummat Me Dhansna, Surat Badalna, Patthar Barasna Hoga Qadrion Me.*

( مشکوۃ المصابيح، الحديث : ١١٦ )

Comments

Popular posts from this blog

Hamare Nabi Hai Aakhri Nabi صلى الله عليه وسلم (Roman Urdu)

Kya Bukhari Shareef Me Saari Ahadees Sahi Hai ? Sihah Sitta Ka Kay Matlab Hai ? (Roman Urdu)

Sitaron Jitni Nekiyan, Ek Riwayat Ke Hawale Se Muhaddiseen Ki Aara