Ghaire Nabi Ke Saath Salaam Likhna Bolna Kaisa ? علیہ السلام Likhna Ghaire Nabi Ke Saatb Kaisa (Roman Urdu)
Urfe Islaam Ne Is Salaam ( Yani عليه السلام Likhne Bolne ) Ko Ambiyaa Wa Malaaika ( عليهم الصلاة والسلام ) Ke Saath Khaas Kardiya Hai, Masalan Hazrate Ibraheem عليه السلام Hazrate Moosa عليه السلام Hazrate Jibraeel عليه السلام Hazrate Mikaeel عليه السلام, Lihaza Ghaire Nabi Wa Malak ( Nabi Aur Firishte Ke Ilawah ) Ke Naam Ke Saath عليه السلام Nahi Kehna ( Aur Likhna ) Chaahiye.
( Fatawa E Amjadiyyah Jild 4 Safha 243-245 )
Comments
Post a Comment