Kunde Rajab Me Kab Karna Chaahiye ? Rajab Ke Kundon Ki Niyaaz (Roman Urdu)

Faqihe Millat Farmaate Hai :


22 Rajab Ki Bajaaye Hazrate Imaame Jafar Saadiq رضي الله تعالى عنه Ki Niyaaz 15 Rajab Ko Kare Ke Hazrat Ka Wisaal 15 Rajab Hi Ko Huwa Hai Na Ke 22 Rajab Ko Albattah 22 Rajab Ko Hazrate Ameere Muaviah رضي الله تعالى عنه  Ka Wisaal Huwa Hai To Shia Is Tareekh Ko Hazrate Ameere Muaviah رضي الله تعالى عنه Ke Wisaal Ki Khushi Me Eid Manate Hai Aur Azraahe Fareb Ise Hazrate Imaame Jafar Saadiq رضي الله تعالى عنه Ki Niyaaz Kehte Hai, 

Lihaza Sunni Hazraat Par Laazim Hai Ke Woh Shion Ki Mushabahat Se Door Rahe 22 Rajab Ko Hazrate Imaame Jafar Saadiq رضي الله تعالى عنه Ki Niyaaz Hargiz Na Kare Balke 15 Rajab Ko Hazrat Ka Wisaal Huwa Hai To Usi Tareekh Me Unki Niyaaz Kare. 


( Fatawa Faqihe Millat Jild 2 Safha 265-266 ) 

Comments

Popular posts from this blog

Kya Bukhari Shareef Me Saari Ahadees Sahi Hai ? Sihah Sitta Ka Kay Matlab Hai ? (Roman Urdu)

Shadi Ki Fazilat, Shadi Shuda Ki Namaz (Roman Urdu)

Tauba Ke Sharait, Tauba Ke Rukh, Haqqul Abd Ke Talaf Hone Par Tauba, Gunah Par Qaaim Rehkar Taubah Ka Hukm, Poshida Gunaah Ki Taubah, Elaaniyah Gunaah Ki Taubah, Jo Kisi Ko Hidayat Ki Taraf Bulaye Uska Sawaab, Tableegh Ka Sawaab, Neki Ki Dawat Ki Fazilat, Burayi Ki Dawat Ki Mazammat