Masjid Banaane Ki Fazilat, Jannat Me Ghar Jo Allah Ke Liye Masjid Banayega Uske Liye (Roman Urdu)

 Hazrate Usmaan رضى اللّٰه تعالى عنه Se Riwayat Hai, Unhone Kaha Ke Rasoole Paak, Saahibe Laulaak صلى اللّٰه تعالى عليه وسلم Ne Irshaad Farmaaya : Jo Allah عزوجل Ke Liye Ek Masjid Banayega To Allah عزوجل Uske Liye Jannat Me Ek Ghar Banadega.


 مشکوٰۃ شریف، کتاب الصلاۃ، باب المساجد۔۔۔۔الخ، الحدیث : ٦٩٧۔ )


Mufti Sahab Is Hadees Shareef Ki Explanation Me Farmaate Hai :


Khayaal Rahe Ke Poori Masjid Banaana Aur Tameere Masjid Me Chanda Dena Donon Ke Liye Yahi Bisharat Hai Bashart Ye Ke Riya ( Dikhawe ) Ke Liye Na Ho ALLAH Ke Liye Ho.

( مرآۃ تحت الحدیث المذکور )

Comments

Popular posts from this blog

Kya Bukhari Shareef Me Saari Ahadees Sahi Hai ? Sihah Sitta Ka Kay Matlab Hai ? (Roman Urdu)

Shadi Ki Fazilat, Shadi Shuda Ki Namaz (Roman Urdu)

Tauba Ke Sharait, Tauba Ke Rukh, Haqqul Abd Ke Talaf Hone Par Tauba, Gunah Par Qaaim Rehkar Taubah Ka Hukm, Poshida Gunaah Ki Taubah, Elaaniyah Gunaah Ki Taubah, Jo Kisi Ko Hidayat Ki Taraf Bulaye Uska Sawaab, Tableegh Ka Sawaab, Neki Ki Dawat Ki Fazilat, Burayi Ki Dawat Ki Mazammat