Naujawan Ka Qurbe Maut, Kaifiyyat Sakraat Me, Naza Me Kaifiyyat, Allah Pak Se Ummeed, Gunahon Se Darr, Maut Ke Waqt 2 Cheezen Hona Najaat Ki Aalamat Hai

 Nabiyye Kareem صلى الله عليه وسلم Ek Naujawaan Ke Paas Is Haal Me Tashreef Legaye Ke Woh Marne Ke Qareeb Tha, Irshaad Farmaaya : Tu Apne Aap Ko Kis Haal Me Paata Hai ? Arz Ki : Ya Rasoolallah ﷺ, Allah Apk Se Ummeed Hai Aur Apne Gunaahon Se Darr, Irshaad Farmaaya : Ye Donon Khauf Aur Ummeed Is Mauqa Par Jis Bande Ke Dil Me Honge, Allah Paak Use Woh Dega Jis Ki Ummeed Rakhta Ho Aur Us Se Amn Me Rakkhega Jis Se Khauf Karta Hai.

( صراط الجنان، آل عمران، تحت الآیۃ : ١٨٥، بحوالہ : ترمذی، کتاب الجنائز، باب ١١، ج ٢، ص ٢٩٦، الحدیث : ٩٨٥۔ )

Comments

Popular posts from this blog

Kya Bukhari Shareef Me Saari Ahadees Sahi Hai ? Sihah Sitta Ka Kay Matlab Hai ? (Roman Urdu)

Tauba Ke Sharait, Tauba Ke Rukh, Haqqul Abd Ke Talaf Hone Par Tauba, Gunah Par Qaaim Rehkar Taubah Ka Hukm, Poshida Gunaah Ki Taubah, Elaaniyah Gunaah Ki Taubah, Jo Kisi Ko Hidayat Ki Taraf Bulaye Uska Sawaab, Tableegh Ka Sawaab, Neki Ki Dawat Ki Fazilat, Burayi Ki Dawat Ki Mazammat

Ala Hazrat, Urse Ala Hazrat, Shaane Imam Ahmad Raza, Tazkira We Imaam Ahmad Raza, Ala Hazrat Ka Zikre Khair