Pyaare Aaqa ﷺ Ki Muqaddas Aulaad Ke Asmaa, Aulaade Paak Ke Naam (Roman Urdu)

 *بسم اللّٰه الرّحمٰن الرّحيم*

ــــــــــــــــــــــــــــــــــــــــــــــــ


*Pyaare Aaqa ﷺ Ki Aulaade Kiraam Ke Asmaa :*


*Huzoor Sarware Do Aalam ﷺ* Ki Aulaade Kiraam Ki Tadaad 7 Hai :


3 Sahibzaade :


1) Hazrate Qaasim رضى اللّٰه تعالى عنه


2) Hazrate Ibraheem رضى اللّٰه تعالى عنه

 

3) Hazrate Abdullah رضى اللّٰه تعالى عنه



4 Sahibzadiyan :


1) Sayyida Zainab رضى اللّٰه تعالى عنها


2) Sayyida Ruqayyah رضى اللّٰه تعالى عنها


3) Sayyida Umme Kulsoom رضى اللّٰه تعالى عنها


4) Sayyida Fatima رضى اللّٰه تعالى عنها


( سیرت مصطفی ﷺ، ص ٦٨٧، مطبوعہ : مکتبۃ المدینہ دعوت اسلامی۔ )


*Mubarak Nawase Aur Nawasion Ka Tazkirah :*


Yaad Rahe Ke,


3 Sahibzadgaan Yani Hazrate Qaasim, Hazrate Ibraheem, Hazrate Abdullah رضى اللّٰه تعالى عنهم Bachpan Hi Me Wafaat Pagaye.

( سیرت مصطفی ﷺ، ص ٦٨٨-٦٩١۔ )


1_

Sayyida Zainab رضى اللّٰه تعالى عنها Ki Aulaad Me Ek Ladka Jin Ka Naam "Ali" Aur Ek Ladki Thi "Umaamah" Thi.

( سیرت مصطفی ﷺ، ص ٦٩٣۔ )


2_

Sayyida Ruqayyah رضى اللّٰه تعالى عنها Ke Ek Farzand The Jinka Naam "Abdullah" Tha.

( سیرت مصطفی ﷺ، ص ٦٩٥۔ )


3_

Sayyida Umme Kulsoom رضى اللّٰه تعالى عنها Ki Koyi Aulaad Nahi Huwi.

( سیرت مصطفی ﷺ، ص ٦٩٧۔ )


4_

Sayyida Fathima رضى اللّٰه تعالى عنها Ke Teen Sahibzaade The :


1) Hazrate Hasan رضى اللّٰه تعالى عنه


2) Hazrate Husain رضى اللّٰه تعالى عنه

 

3) Hazrate Muhsin رضى اللّٰه تعالى عنه


Aur Teen Sahibzadiyan Thi :


1) Sayyida Zainab رضى اللّٰه تعالى عنها


2) Sayyida Umme Kulsoom رضى اللّٰه تعالى عنها 


3) Sayyida Ruqayyah رضى اللّٰه تعالى عنها


( سیرت مصطفی ﷺ، ص ٦٩٨۔ )


Sahibzadion Me Sirf Sayyida Fatima رضى اللّٰه تعالى عنها Se *Huzoor ﷺ* Ka Silsila E Nasab Jaari Hai Aur Qiyamat Tak Jaari Rahega.

( سیرت رسول عربی ﷺ، ص ٦٢٥، مکتبۃ المدینہ دعوت اسلامی۔ )

Comments

Popular posts from this blog

Kya Bukhari Shareef Me Saari Ahadees Sahi Hai ? Sihah Sitta Ka Kay Matlab Hai ? (Roman Urdu)

Shadi Ki Fazilat, Shadi Shuda Ki Namaz (Roman Urdu)

Tauba Ke Sharait, Tauba Ke Rukh, Haqqul Abd Ke Talaf Hone Par Tauba, Gunah Par Qaaim Rehkar Taubah Ka Hukm, Poshida Gunaah Ki Taubah, Elaaniyah Gunaah Ki Taubah, Jo Kisi Ko Hidayat Ki Taraf Bulaye Uska Sawaab, Tableegh Ka Sawaab, Neki Ki Dawat Ki Fazilat, Burayi Ki Dawat Ki Mazammat